|
Main Menu
Site Tools
|
|
|
Urdu Love SMS Messages
|
|
| Total 531 Love SMS Messages |
Prev
Page 28 of 67
Next
|
| |
|
|
| |
Aj phir us s milne kaa dill chahta hai,
pass baith k baat karny koo dill chahta hai,
itna hassen tha os kaa mananay kaa andaz,
aaj phir roth jany koo dill chahataa hai.
From: Ainy Shah
Call: 0346-3635248
|
teri yad dil beqarar karti hai,
nazar talash tujhe bar bar karti hai.
koi gila nahi agar main door hoon tum se,,
teri tou judai bhi mujh se pyar karti hai.
From: Shahzaib khan
Call: 0300-7341367
|
tere wisal main daro dewar se batein karta rehata hon, tum kab aogi main aahein bharta rehta hun
From: waleed qureshi
Call: 03214505206
|
ai husn-e-be-parvah tuje shabnam kahoN shola kahoN
pholon me bhi shoKhi to ha kisko magr tuj sa kahoN
geso ure mahkii fiza jado karen aNkhe teri
soya hua manzr kahoN ya jagata sapana kahoN
chanda ki tuu hai chaNdanii laharon kii to hai ragini
jaan-e-tamana me tuje kya kya khoN kya na khoN
From: usman
Call: 03457938965
|
|
apne hoThon par sajana chahta hoN
aa tuje main gungunana chahta hoN
koi aaNsu tere daman par girakr
boNd ko moti banana chahta hoN
thak gaya main krte-krte yaad tujhko
ab tujhe main yaad aana chahta hoN
aaKhri hichaki tere zaano pe aye
maut bhi main shayarana chahata hoN
From: usman
Call: 03457938965
|
Dil mein tumharey pyaar key jaltey to hain chirag
Mana key in ki roshni tum par ayaan nahi
Na tum bewafa ho, na hum bewafa thay
Magar kya karain apni rahain juda haiy
From: zubair samoo
Call: 03217365250
|
jub bi aap ko humari yaad sataye .bus aik bar apni ankheen band kar laina .jub bi aap ko humari waffa sataye .tub apni bewaffai ko yaad kar laina. hum aap ki rughi jaan k pass haan. zaroorat parri to aik baar yaad kar laina
From: QAYYUM.KARRACHI
Call: 03217358017
|
jane dil app ko yaad karta hai dil magar app bhool gay hum ko tum bhool bhi jo yu kia howa hum na tu na bhoolein app ko
From: islam
Call: 03213154416
|
|
| |
| |
| Submit Your SMS
|
|
|